Life Circumstances of Hazrat Abu Usayd (RA) Sa'idi:
![]() |
| Hazrat Abu Usayd Sa'idi Radiyallahu Anhu |
Name and lineage:
Malik's name is Abu Usayd, from the Khazraj tribe. The lineage is as follows: Malik bin Rabi'ah bin Badan bin Amir bin Awf bin Harith bin Umar and bin Khazraj bin Sa'ida bin Ka'b bin Khazraj Akbar.
Islam:
He converted to Islam before the migration.
Battles:
He participated in all the battles, the participation of the Battle of Badr is mentioned in Sahih Bukhari. He carried the banner of Banu Sa'ida in the conquest of Mecca.
Death:
He died in Medina in 60 AH, he was the last to die in Badriyyin, at that time he was 78 years old.
![]() |
| Life Circumstances of Hazrat Abu Usayd |
Naam o Nasab:
Malik naam, kuniyat Abu Saeed, qabeela Khazraj se hain. Nasab nama yeh hai: Malik bin Rabee'ah bin Badan bin Aamir bin Auf bin Haris bin Amr bin Khazraj bin Sa'adah bin Ka'b bin Khazraj Akbar.
Islam:
Hijrat se qabl Islam qabool kiya.
Ghazwat:
Tamaam ghazwat mein shirkat ki. Ghazwa-e-Badr ki shirkat Sahih Bukhari mein mazkoor hai. Fatah Makkah ke mauqe par Banu Sa'adah ka jhanda un ke paas tha.
Wafaat:
60 Hijri mein maqam Madina mein inteqal farmaaya. Badriyeen mein se sab se aakhri wafat paane wale sahabi thay. Us waqt umr taqreeban 78 saal thi.


Comments
Post a Comment
You can ask every thing about the ""Sahaba Karam"" of the Prophet ""Muhammad"" Saw.