Genealogy of Hazrat Umar Bin Al-Khattab Radiyallahu Anhu

Hazrat Umar bin Khattab R.A ka silsala nasab.

Khalifa Saani Omar bin al Khattab r.a:

Ameer ul Momineen Farooq e Azam ka pura naam Umar bin Khattab bin Nufail bin Abdul Azaa bin Rabaah bin Abdullah bin Qart bin Razaah bin Addi bin Ka'ab tha apki kuniyat Abu Hifaz thi apki walidah ka naam Hantama binte Hashim bin Mughairah bin Abdullah bin Umar bin Makhzoom thi.

Comments